Is rang badalti duniya mein kya tera hai kya mera hai ,
Dekh bhai dekh �
Har shaam ke baad savera hai,
dekh bhai dekh�.
kadam kadam par gaana hai,
hasna hai ,
rona hai,
jeena hai,
mar jaana hai,
yaani kuch kar jaana hai
har lamha kahe yahi,
dekh bhai dekh,
haan dekh bhai dekh,
zamaana hai rangeen�����..
kadam kadam par gaana hai,
hasna hai ,
rona hai,
jeena hai,
mar jaana hai,
yaani kuch kar jaana hai
har lamha kahe yahi,
dekh bhai dekh,
haan dekh bhai dekh,
zamaana hai rangeen�����..
Subscribe
0 comments:
Post a Comment